Khatarnaak Dosti...

Main ghar der se pahuncha to Dad ne pucha: "Kahan tha tu?"

Maine kaha: "Friend ke yahan tha."

Dad ne mere hi saamne mere 10 doston ko call kiya.

4 ne kaha: "Haan Uncle, Yahin par tha."
2 ne kaha: "Abhi just nikla hai."
3 ne kaha: "Yahin hai Uncle, Padh raha hai, Phone du kya?"
1 ne to hadh hi kar di, kaha: "Haan Papa bolo kya hua"...!!!

-- Kalingaa...

No comments:

Post a Comment