Yeh Raat Yeh Tanhai - Meena Kumari

We all know that "Meena Kumari" was a great acctress , sea of talent and great speaker in movies but very few know that she was a great urdu writer too. She expressed her sorrows and miseries in many places and most importantly in her poetry which is the best reflection of her feelings.

Tum kya karoge sunkar mujhse meri kahani
Beluft zindagi ke kisse hain pheeke pheeke

At the time of divorce she had said -

Talaak to de rahe ho Nazar-e-kahar ke saath
Jawani bhi meri lauta do Mehar ke saath

This is one of her ghazal which she wrote in time of loneliness and at height of popularity

ye raat ye tanhai
ye dil ke dhadakane ki awaaz
ye sannata

ye dubate taaron ki
khamosh Gazalkhvani
ye waqt ki palkon par
soti hui virani
jazbaat-e-muhabbat ki
ye aakhiri angadai
bajati hui har jaanib
ye maut ki shahanai

sab tum ko bulaate hain
pal bhar ko tum aa jao
band hoti meri aankhon mein
muhabbat ka
ik khwaab sajaa jao


-- Keep the Flame Up & Burning
- - Kalingaa..

No comments:

Post a Comment